곡 정보

Tu Hain
Arjun Kanungo,Zaeden
Industry2
앱에서 듣기
Tujhe chhodu toh lage ki ab mar jaun mai.
Pura din puri raat kam pade yeh samay.
Muskuraye tu toh aise hi bhar jaye dil!
Samajh na aaye,
Itni tezi se waqt kaise katein teri bahon mein?

Tu Hai toh hain zindagi!
Tu Hai toh sab hain haseen!
Tu Hai toh hai milli mujhe wajah!
Tu Hai toh mushkil bhi asaan!

Chahein kitne bhi pyaar ki batein karein,
Sunta toh hain bas dil tera,
Aaram na milein tere bina!
Saare sawaalon ka tu hi hain jawaab.
Tu ban chuki meri duniya,
Ab tu hain jahaan!

Tu Hai toh kis ka hain intezaar?
Agar tu na rahein mujhe jeena hain hi nahi!

Tu Hai toh hain zindagi.
Tu Hai toh sab hain haseen.
Tu Hai toh hain milli mujhe wajah.
Tu Hai toh mushkil bhi asaan!


(Tu hai, toh hoon main)
(Tu hai, toh hoon main)
(Tu hai toh hain milli mujhe wajah)
(Tu hai, toh main hoon)

멜론 님께서 등록해 주신 가사입니다.